Previous posts

Friday, 16 September 2011

Oldie but Goodie...

Aa Bhi Jaa - Sur

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa...

Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai?
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi jaa...

Dekhoon chaahe jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina...

Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subhaah aa bhi ja...

3 comments:

  1. "True love is as strong as Death".

    Hum bewafa hargiz na the
    Par hum wafa kar naa sake
    Humko mili uski sazaa
    Hum jo khata kar naa sake

    ReplyDelete
  2. Thank you Anonymous for your comment.

    That is is a very powerful statement and a beautiful song too.

    ReplyDelete
  3. I only wrote my heart out there after reading that song of yours from all those years ago. It just made me remember things. Regardless of everything, I don't think I will ever be able to change or surpress what is within. I suppose that is a sazaa in itself for some reason. As no one can fight death, no one can fight true love, no matter how hard one tries to forget it themselves.
    A few days ago Butterfly started to play on my mp3 collection.Take care

    ReplyDelete